me to masih ke liye pagal hoon deewana hoon lyrics

me to masih ke liye pagal hoon deewana hoon lyrics

Chorus

Main To Masih Ke liye Pagal Hu Deewana hoon (2)
Aye Dunia Walo Tum Kis Ke Liye Pagal Ho
Deewaney Ho , Par Main To
Main To Masih Ke Liye Pagal Hu Deewana Hu (2)

1

Tum Kar Rahy Ho Kuch Paney ki Batain
Main Kar Raha Hu Udh Janey Ki Batain ( 2 )
apney Hi Logo Main hu ( 2 )
Phir Bhi Main Begana Hu

Aye Dunia Walo Tum Kis Ke Liye Pagal Ho
Deewaney Ho , Par Main To
Main To Masih Ke Liye Pagal Hu Deewana Hu (2)

2

Uske Vachan Ka vanjara Hu main
Logo ne Samjha Awara Hu mein ( 2 )
Sharab Na Utrey Meri ( 2 )
Main Aisa Matwala Hu
Aye Dunia Walo Tum Kis ke Liye
Pagal Ho Matwaley Ho
Main To Masih Ke Liye Pagal Hu Deewana Hu ( 2 )

3

Main Uske Paao Mein ( 2 )
Chota Sa Najrana Hu
Aye Dunia Walon Tum Kis ke liye Pagal Ho Najraney Ho ,
Main To Masih Ke Liye Pagal Hu Deewana Hu ( 2 )

 

 

मैं तो मसीह के लिए पागल हूँ दीवाना हूँ lyrics masih song

कोरस

मैं तो मसीह के लिए पागल हूँ दीवाना हूँ ( 2 )
ए दुनिया वालो तुम किसके लिए पागल हो
दीवाने हो, पर मैं तो
मैं तो मसीह के लिए पागल हूँ दीवाना हूँ ( 2 )

1

तुम कर रहे हो कुछ पानी की बातें
मैं कर रहा हूँ उड़ जाने की बातें ( 2 )
अपने ही लोगो मैं हूँ  ( 2 )
फिर भी मैं बेगाना हूँ

ए दुनिया वालो तुम किसके लिए पागल हो
दीवाने हो, पर मैं तो
मैं तो मसीह के लिए पागल हूँ दीवाना हूँ ( 2 )

2

उसके वचन का वंजारा हूँ मैं
लोगो ने समझा आवारा हूँ मैं ( 2 )
शराब न उतरे मेरी ( 2 )
मैं ऐसा मतवाला हूँ
ए दुनिया वालो तुम किस के लिए
पागल हो मतवाले हो
मैं तो मसीह के लिए पागल हूँ दीवाना हूँ ( 2 )

3

मैं उसके पाओ मैं ( 2 )
छोटा सा नजराना हूँ
ए दुनिया वालों तुम किस के लिए पागल हो
नजराने हो ,
मैं तो मसीह के लिए

मैं तो मसीह के लिए पागल हूँ दीवाना हूँ ( 2 )

 

 

ham to khuda ke bete he lyrics masih song

rang liya mohe rang liya song lyrics

sadaa raja song lyrics masih song

yeshu masih tu hai aasha meri song lyrics masih song

pahado se kahte hai lyrics song masih song

Song Credits

Song : me to masih ke liye pagal hoon deewana hoon

Song By : pastor shamey hans

Lyrics/ Comp : ps  amanat masih , dinesh dk

Share this post
   
   

Praise The Lord Brother And Sister ! Mera Naam Rahul Gamit Hai Aur Me Is Blog Ka Founder aur Editor Hoon. Me Is Blog Par Bible se Related Article Aur Masih Songs Ke Lyrics Share Karta Hoon. Email : rahulgamit@rhemavachan.com

Leave a Comment

×