Ek Sena Khadi Ho Rahi Hai Lyrics

Ek Sena Khadi Ho Rahi Hai Lyrics

Ek Sena Khadi Ho Rahi Hai
Ek Pidhi Khadi Ho Rahi Hai (4)
Rajya Ka Susamachar Phail Raha Hai
Yeshu Ka Rajyatva Badh Raha Hai

To Aao Uth Khade Ho Jao
Prakashmaan Ho Jao
Tera Samay Aa Gya Hai
Uske Aatma Se Bhar Jao
Deshon Me Ja Kar Gaao
Yeshu Aa Raha Hai

Kalisiya Mazboot Ho Rahi Hai
Vishwasi Balwant Ho Rahe Hain (2)
Rajya Ka Susamachar Phail Raha Hai
Yeshu Ka Rajyatva Badh Raha Hai

To Aao Uth Khade Ho Jao
Prakashmaan Ho Jao
Tera Samay Aa Gya Hai
Uske Aatma Se Bhar Jao
Deshon Me Ja Kar Gaao
Yeshu Aa Raha Hai

Ek Deh, Ek Aatma
Ek Aasha, Ek Vishwas
Ek Hi Baptisma
Ek Hi Parmeshwar Pita (4)

To Aao Uth Khade Ho Jao
Prakashmaan Ho Jao
Tera Samay Aa Gya Hai
Uske Aatma Se Bhar Jao
Deshon Me Ja Kar Gaao
Yeshu Aa Raha Hai

Ek Sena Khadi Ho Gayi Hai
Ek Pidhi Khadi Ho Gayi Hai (4)

एक सेना खड़ी हो रही है लिरिक्स हिंदी

एक सेना खड़ी हो रही है
एक पीढ़ी खड़ी हो रही है (4)
राज्य का सुसमाचार फैल रहा है
यीशु का राज्यत्व बढ़ रहा है

तो आओ उठ खड़े हो जाओ
प्रकाशमान हो जाओ
तेरा समय आ गया है
उसके आत्मा से भर जाओ
देशों में जा कर गाओ
यीशु आ रहा है..

कलीसिया मज़बूत हो रही है
विश्वासी बलवंत हो रहे हैं (2)
राज्य का सुसमाचार फैल रहा है
यीशु का राज्यत्व बढ़ रहा है

तो आओ उठ खड़े हो जाओ
प्रकाशमान हो जाओ
तेरा समय आ गया है
उसके आत्मा से भर जाओ
देशों में जा कर गाओ
यीशु आ रहा है….

एक देह, एक आत्मा
एक आशा, एक विश्वास
एक ही बपतिस्मा,
एक ही परमेश्वर पिता (4)

तो आओ उठ खड़े हो जाओ
प्रकाशमान हो जाओ
तेरा समय आ गया है
उसके आत्मा से भर जाओ
देशों में जा कर गाओ
यीशु आ रहा है ….

एक सेना खड़ी हो गई है
एक पीढ़ी खड़ी हो गई है (4)

Apne liye dharti pe tum lyrics

Aasha meri lyrics

Tu raj kare lyrics 

kon he kon he rajao ka raja lyrics masih song

Rogon Se Changayi Lyrics Hindi 

Song Credits

Song : Ek Sena Khadi Ho Rahi Hai

Song By :

Lyrics/ Comp :

Share this post
   
   

Praise The Lord Brother And Sister ! Mera Naam Rahul Gamit Hai Aur Me Is Blog Ka Founder aur Editor Hoon. Me Is Blog Par Bible se Related Article Aur Masih Songs Ke Lyrics Share Karta Hoon. Email : rahulgamit@rhemavachan.com

Leave a Comment

×