Aaradhana Har Haal Me Lyrics

Aaradhana Har Haal Me Lyrics

Aaradhana Karun, Samarpit Jeevan Se
Saare Man Se, Saare Tan Se,
Pavitra Aatma Se (2)
Aaradhana Mere Yeshu Ki,
Aaradhana Har Haal Me (2)

1

Kashton Ke Beech Me, Musibaton Me
Sankat Ke Samayon Me, Teri Aaradhana (2)
Aaradhana Mere Yeshu Ki,
Aaradhana Har Haal Me (2)

2

Andheri Raahon Me, Gehri Tarai Me
Dukhon Ke Samayon Me, Teri Aaradhana (2)
Aaradhana Mere Yeshu Ki,
Aaradhana Har Haal Me (4)

आराधना हर हाल में लिरिक्स

आराधना करूं, समर्पित जीवन से
सारे मन से, सारे तन से, पवित्र आत्मा से (2)
आराधना मेरे यीशु की,
आराधना हर हाल में (2)

1

कष्टों के बीच में, मुसीबतों में
संकट के समयों में, तेरी आराधना (2)
आराधना मेरे यीशु की,
आराधना हर हाल में (2)

2

अंधेरी राहों में, गहरी तराई में
दुःखों के समयों में, तेरी आराधना (2)
आराधना मेरे यीशु की,
आराधना हर हाल में (4)

Kitna Dhanyawad Dun Lyrics

Tuhi hai mera pehela pyaar lyrics

Nadiyan Taali Bajaye Lyrics 

Na Mumkin Hai Lyrics Masih Song

Ek barish ki tarah lyrics 

Song Credits

Song : Aaradhana Har Haal Me

Song By :

Lyrics/ Comp :

Share this post
   
   

Praise The Lord Brother And Sister ! Mera Naam Rahul Gamit Hai Aur Me Is Blog Ka Founder aur Editor Hoon. Me Is Blog Par Bible se Related Article Aur Masih Songs Ke Lyrics Share Karta Hoon. Email : rahulgamit@rhemavachan.com

Leave a Comment

×