Neele aasman ke paar jayenge song lyrics in english

Neele Aasmaan Ke Paar Jaaenge
Mera Yeshu Rehtaa Wahaan
Hum Milenge Baadloon Par
Dekhegaa Saraa Jahaan
Usska Koi Bhi Vaada, Na Hogaa Adhoora
Har Ek Vaada Uss Ka Hotaa Hai Puraa, Usska Koi Bhi Vaada
Usske Aagaman Ka Vaada, Bhi Hogaa Puraa
Dekhegaa Saraa Jahaan
Hum Milenge Baadloon Par
Dekhegaa Saraa Jahaan
Neele Aasmaan Ke Paar Jaaenge
Mera Yeshu Rehtaa Wahaan
Yeh Viswaas Hai Meraa, Jo Hogaa Puraa
Sapna Yeh Mera Na Rahegaa Adhoora, Yeh Viswaas Hai Meraa
Usske Sang Hum Rahenge, Apne Yeshu Ke
Dekhegaa Saraa Jahaan
Hum Milenge Baadloon Par
Dekhegaa Saraa Jahaan
Neele Aasmaan Ke Paar Jaaenge
Mera Yeshu Rehtaa Wahaan
Hum Milenge Baadloon Par
Dekhegaa Saraa Jahaan
नीले आसमां के पार जाएंगे सॉन्ग लिरिक्स हिंदी
नीले आसमां के पार जाएंगे
मेरा ईशु रेहता वहां
हम मिलेंगे बादलों पर
देखेगा सारा जहां
उसका कोई भी वादा, ना होगा अधुरा
हर एक वादा उसका होता है पूरा, उसका कोई भी वादा
उसके आगमन का वादा भी होगा पूरा
देखेगा सारा जहाँ
हम मिलेंगे बादलों पर
देखेगा सारा जहां
नीले आसमां के पार जाएंगे
मेरा ईशु रेहता वहां
ये विश्वास हैं मेरा जो होगा पूरा
सपना ये मेरा न रहेगा अधुरा, ये विश्वास है मेरा
उस के संग हम रहेंगे, अपने ईशु के
देखेगा सारा जहाँ
हम मिलेंगे बादलों पर
देखेगा सारा जहां
नीले आसमां के पार जाएंगे
मेरा ईशु रेहता वहां
हम मिलेंगे बादलों पर
देखेगा सारा जहां
main nachunga daud ke samaan song lyrics
diwana me yeshu ka song lyrics
bite huye kal ko jo yaad karu song lyrics
yeshu ki nazro me main hu anmol song lyrics hindi
HAQTALA KE PARDE ME RAHTA SONG LYRICS IN HINDI
Song Credits
Song : neele aasman ke paar jayenge
Song By :
Lyrics/ Comp :