daro mat chup chap khade raho song lyrics masih song

daro mat chup chap khade raho song lyrics masih song

 

 

(Chorus)
Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 4

Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2
Chup Chap Tum Khade Raho

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

(1)
Purvi Hawayein Jab Chalti Hai, Khushq Zamin Ho Jati Hai – 2
Paniyo Ka Dher Lag Jata Hai, Unchi Diwar Ban Jati Hai – 2

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2
Chup Chap Tum Khade Raho

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

(2)
Wo Hi Pani Jo Darata Tha, Aur Rasta Bhi Na Deta Tha – 2
Hukm E Khuda Se Wohi Pani, Bas Murda Ho Baitha Tha – 2

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2
Chup Chap Tum Khade Raho

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

(3)
Khudawand Ki Sanna Mai Gaunga, Jalal Se Fatah Mand Hua – 2
Khudawand Mera Sahib E Jung Hai, Khudawand Mera Jor Mera Kila – 2

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2
Chup Chap Tum Khade Raho

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

kaam Dekho Kaam Dekho – 2
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 2

Chup Chap Tum Khade Raho

Daro Mat Chup Chap Khade Raho,
Khuda Ki Nazat Ke Kaam Dekho – 4

डरो मत चुप चाप खड़े रहो lyrics

(कोरस)
डरो मत चुप चाप खड़े रहो,
खुदा की नजात के काम देखो – 4

खुदा की नजात के काम देखो – 2
चुप चाप तुम खड़े रहो

डरो मत चुप चाप खड़े रहो,
खुदा की नजात के काम देखो – 2

(1)
पूर्वी हवाएँ जब चलती है, खुश्क जमीन हो जाती है – 2
पनियों का ढेर लग जाता है, ऊंची दीवार बन जाती है – 2

डरो मत चुप चाप खड़े रहो,
खुदा की नजात के काम देखो – 4

खुदा की नजात के काम देखो – 2
चुप चाप तुम खड़े रहो

डरो मत चुप चाप खड़े रहो,
खुदा की नजात के काम देखो – 2

(2)
वो ही पानी जो डराता था, और रस्ता भी न देता था – 2
हुक्म ए खुदा से वोही पानी, बस मुर्दा हो बैठा था – 2

डरो मत चुप चाप खड़े रहो,
खुदा की नजात के काम देखो – 4

खुदा की नजात के काम देखो – 2
चुप चाप तुम खड़े रहो

डरो मत चुप चाप खड़े रहो,
खुदा की नजात के काम देखो – 2

(3)
खुदावंद की सन्ना मै गाऊँगा, जलाल से फतह ए मंद हुआ – 2
खुदावंद मेरा साहिब ए जंग है, खुदावंद मेरा जोर मेरा किला – 2

डरो मत चुप चाप खड़े रहो,
खुदा की नजात के काम देखो – 4

खुदा की नजात के काम देखो – 2
चुप चाप तुम खड़े रहो

डरो मत चुप चाप खड़े रहो,
खुदा की नजात के काम देखो – 2

काम देखो काम देखो – 2
खुदा की नजात के काम देखो – 2

चुप चाप तुम खड़े रहो

डरो मत चुप चाप खड़े रहो,
खुदा की नजात के काम देखो – 4

jivan mileya mileya song lyrics masih song

jab saath hai masiha song lyrics

tu avarnit hai song lyrics masih song

mere jeevan mein yeshu tera naam lyrics in hindi

Song  Credits

Song : daro mat chup chap khade raho

Song By :  Pr Subhash Gill

Lyrics/ Comp :

Share this post
   
   

Praise The Lord Brother And Sister ! Mera Naam Rahul Gamit Hai Aur Me Is Blog Ka Founder aur Editor Hoon. Me Is Blog Par Bible se Related Article Aur Masih Songs Ke Lyrics Share Karta Hoon. Email : rahulgamit@rhemavachan.com

Leave a Comment

×