diwana me yeshu ka song lyrics

deewana main yeshu ka song lyrics

 

Pre-Chorus

Deewana Main Yeshu Ka
Mere Honthon Pe Uska Hi Naam
Deewana, Main Yeshu Ka
Uske Pyaar Me Dooba Hua
Deewana, Main Yeshu Ka
Mere Honthon Pe Uska Hi Naam
Deewana, Main Yeshu Ka
Uske Pyaar Me Dooba
Me Khoya, Me Zinda Rahun

Chorus

Yeshu Ka Aa Aa Aa Aa
Main Deewana Aa Aa Aa Aa
Yeshu Ka Aa Aa Aa Aa
Main Deewana (2)

Verse 1

Teri Baaton Ko Sunta Rahun,
Apni Manmaani Ab Na Karun
Ab Na Daayen, Na Baayen Mudun,
Tere Pyaar Me Dooba Rahun (2)
Deewana, Main Yeshu Ka…

Verse 2

Tujhe Chhod Ke Jaaun Kahan,
Jahaan Dekhun Tu Hi Hai Vahaan
Yeshu, Tujh Me Hi Milta Sukun,
Tere Pyaar Me Dooba Rahun (2)
Deewana, Main Yeshu Ka…

Bridge

Khoya Tha Main, Bhatka Tha Main,
Maaf Karke, Ghar Le Aaya
Apni Pehchaan Mujhko Dekar,
Apna Beta Mujhko Kehlaya (2)
Deewana, Main Yeshu Ka…

दीवाना मैं यीशु का गीत लिरिक्स

Pre-Chorus

दीवाना मैं यीशु का
मेरे होंठों पे उसका ही नाम
दीवाना, मैं यीशु का
उसके प्यार में डूबा हुआ
दीवाना, मैं यीशु का
मेरे होंठों पे उसका ही नाम
दीवाना, मैं यीशु का
उसके प्यार में डूबा
में खोया, में जिंदा रहूँ

Chorus

यीशु का आ आ आ आ,
मैं दीवाना आ आ आ आ
यीशु का आ आ आ आ,
मैं दीवाना (2)

Verse 1

तेरी बातों को सुनता रहूँ,
अपनी मनमानी अब ना करूँ
अब ना दाएँ, ना बाएँ मुड़ूँ,
तेरे प्यार में डूबा रहूँ (2)
दीवाना, मैं यीशु का…

Verse 2

तुझे छोड़ के जाऊँ कहाँ,
जहाँ देखूँ तू ही है वहाँ
यीशु, तुझ में ही मिलता सुकून,
तेरे प्यार में डूबा रहूँ (2)
दीवाना, मैं यीशु का…

Bridge

खोया था मैं, भटका था मैं
माफ़ कर के, घर ले आया
अपनी पहचान, मुझको देकर
अपना बेटा, मुझको कहलाया (2)
दीवाना, मैं यीशु का…

bite huye kal ko jo yaad karu song lyrics

yeshu ki nazro me main hu anmol song lyrics hindi

Teri Meri Yaari Song Lyrics Amit Kamble

Chhu Le Mujhe Ki Bann Jaaun Tera Song Lyrics

HAQTALA KE PARDE ME RAHTA SONG LYRICS IN HINDI 

 

Song Credits

Song : deewana main yeshu ka

Song By :

Lyrics/ Comp :

Share this post
   
   

Praise The Lord Brother And Sister ! Mera Naam Rahul Gamit Hai Aur Me Is Blog Ka Founder aur Editor Hoon. Me Is Blog Par Bible se Related Article Aur Masih Songs Ke Lyrics Share Karta Hoon. Email : rahulgamit@rhemavachan.com

Leave a Comment

×