Ek barish ki tarah lyrics 

Ek barish ki tarah lyrics

1

Ek barish ki tarah,
Ek agni ke samaan
Ya gir jaaye mujhpe,
Ek chaadar ke samaan

Ho dugana, aur taaza
Ho abhishek, aaj mujape
Ho dugana, dugna, pahale se zyaada, zyaada
Ho abhishek, aaj mujhpe

2

Abhishek kar de,
Mujhe teri rooh se
Ki mai ban saku,
Hu-ba-hoo tere jaise

3

Teri nazaron se main dekh saku,
Teri baaton ko main sun saku
Ek aisi kripa,
Kar de mujhpe yeshu

एक बारिश की तरह लिरिक्स

1

एक बारिश की तरह,
एक अग्नि के समान
या गिर जाये मुझपे,
एक चादर के समान

हो दुगना, और ताज़ा
हो अभिषेक, आज मुझपे
हो दुगना, दुगना, पहले से ज़्यादा, ज़्यादा
हो अभिषेक, आज मुझपे

2

अभिषेक कर दे,
मुझे तेरी रूह से
की मैं बन सकु,
हु-बा-हू तेरे जैसे

3

तेरी नज़रों से मैं देख सकु,
तेरी बातों को मैं सुन सकु
एक ऐसी कृपा,
कर दे मुझपे ​​यीशु

Abraaham ka prabhu isahaak ka prabhu lyrics

Aaradhana Teri Aaradhana lyrics

Naye din mein mujhe chala do lyrics

tera vachan song lyrics masih song

yeshu hai sachcha gadariya song lyrics in hindi 

Song Credits

Song : Ek barish ki tarah

Song By :

Lyrics/ Comp :

Share this post
   
   

Praise The Lord Brother And Sister ! Mera Naam Rahul Gamit Hai Aur Me Is Blog Ka Founder aur Editor Hoon. Me Is Blog Par Bible se Related Article Aur Masih Songs Ke Lyrics Share Karta Hoon. Email : rahulgamit@rhemavachan.com

Leave a Comment

×