Masiha Aaya Hai Lyrics

Masiha Aaya Hai Lyrics English

Masiha Aaya Hai
Jag Me Khushiyan Laya Hai
Saare Jahaan Me Aaj
Ye Paigaam Aaya Hai -2
Masiha Aaya Hai
Jag Me Khushiyan Laya Hai

1) Bibi Mariyam Usey Sulaane
Meethi Lori Gaati Hai
Bade Pyaar Se Usey Sulaane
Kaandho Pe Sehlaati Hai -2
Masih Ka Raaj Aaya Hai
Taare Ne Batlaya Hai -2
Kyaa?
Masiha Aaya Hai…

2) Thokar Maaro Soot Boot Ko
Pehle Dil Ko Saaf Karo
Jo Bhi Hoga Dushman Apna
Pehle Usko Maaf Karo -2
Masih Ka Raaj Aaya Hai
Taare Ne Batlaya Hai -2
Kyaa?
Masiha Aaya Hai…

3) Jaag Utho Aye Sonewalo
Prabhu Se Milne Jana Hai
Darshan Uska Pa Kar Hamko
Apna Taran Pana Hai
Prabhu Ka Raaj Aaya Hai
Apni Baharen Laya Hai
Kyaa?
Masiha Aaya Hai…

मसीहा आया है लिरिक्स हिंदी

मसीहा आया है
जग में खुशियाँ लाया है
सारे जहाँ में आज
ये पैगाम आया है (2)
मसीहा आया है
जग में खुशियाँ लाया है

1) बीबी मरियम उसे सुलाने
मीठी लोरी गाती है
बड़े प्यार से उसे सुलाने
कांधों पे सहलाती है (2)
मसीह का राज आया है
तारे ने बतलाया है (2)
क्या?
मसीहा आया है…

2) ठोकर मारो सूट बूट को
पहले दिल को साफ़ करो
जो भी होगा दुश्मन अपना
पहले उसको माफ़ करो (2)
मसीह का राज आया है
तारे ने बतलाया है (2)
क्या?
मसीहा आया है…

3) जाग उठो ऐ सोनेवालो
प्रभु से मिलने जाना है
दर्शन उसका पा कर हमको
अपना तारण पाना है
प्रभु का राज आया है
अपनी बहारें लाया है
क्या?
मसीहा आया है…

Khudaavand tere chhune se lyrics

jeevan ki khoj me nikla re song lyrics

kon he kon he rajao ka raja lyrics masih song

Paak bana pavitra aatma lyrics hindi

Dil mein basa liya hai tujhako lyrics

Song Credits

Song : Masiha Aaya Hai Lyrics

Song By :

Lyrics/ Comp :

Share this post
   
   

Praise The Lord Brother And Sister ! Mera Naam Rahul Gamit Hai Aur Me Is Blog Ka Founder aur Editor Hoon. Me Is Blog Par Bible se Related Article Aur Masih Songs Ke Lyrics Share Karta Hoon. Email : rahulgamit@rhemavachan.com

Leave a Comment

×