mukti dilaye yeshu naam song lyrics

mukti dilaye yeshu naam song lyrics

 

 

Yeshu Naam – 8
(Chorus)
Mukti Dilaye Yeshu Naam,
Shanti Dilaye Yeshu Naam – 2

(1)
Yeshu Daya Ka Bahta Sagar – 2
Yeshu Hai Data Mahan – 2

Mukti Dilaye Yeshu Naam,
Shanti Dilaye Yeshu Naam – 2

(2)
Charni Me Tune Janam Liya Yeshu – 2
Suli Pe Kiya Balidan – 2

Mukti Dilaye Yeshu Naam,
Shanti Dilaye Yeshu Naam – 2

(3)
Ham Sabke Paapo Ko Mitane – 2
Yeshu Hua Balidan – 2

Mukti Dilaye Yeshu Naam,
Shanti Dilaye Yeshu Naam – 2

(4)
Krus Par Apna Khoon Bahaya – 2
Sara Chukaya Daam – 2

Mukti Dilaye Yeshu Naam,
Shanti Dilaye Yeshu Naam – 2

(5)
Ham Par Bhi Yeshu Kripa Karna – 2
Ham Hai Paapi Nadan – 2

Mukti Dilaye Yeshu Naam,
Shanti Dilaye Yeshu Naam – 1

Bolo Naam Naam Naam Bolo Naam,
Bolo Naam Naam Naam Yeshu Naam – 3

 

मुक्ति दिलाए यीशु नाम सोंग lyrics

यीशु नाम – 8
(कोरस)
मुक्ति दिलाए यीशु नाम,
शांति दिलाए यीशु नाम – 2

(1)
यीशु दया का बहता सागर – 2
यीशु है दाता महान – 2

मुक्ति दिलाए यीशु नाम,
शांति दिलाए यीशु नाम – 2

(2)
चरनी मे तूने जनम लिया यीशु – 2
सूली पे किया बलिदान – 2

मुक्ति दिलाए यीशु नाम,
शांति दिलाए यीशु नाम – 2

(3)
हम सबके पापों को मिटाने – 2
यीशु हुआ बलिदान – 2

मुक्ति दिलाए यीशु नाम,
शांति दिलाए यीशु नाम – 2

(4)
क्रूस पर अपना खून बहाया – 2
सारा चुकाया दाम – 2

मुक्ति दिलाए यीशु नाम,
शांति दिलाए यीशु नाम – 2

(5)
हम पर भी यीशु कृपा करना – 2
हम है पापी नादान – 2

मुक्ति दिलाए यीशु नाम,
शांति दिलाए यीशु नाम – 2

बोलो नाम नाम नाम बोलो नाम,
बोलो नाम नाम नाम यीशु नाम – 3

tera pyar hai mahan lyrics in hindi 

pavitra aatma pavitra aatma aa mere jeevan me aa song lyrics

yeshu ka darbar re lyrics in hindi

sare jag me teri prashansa yeshu hi jeevan yeshu hi aasha lyrics

Song  Credits

Song :  mukti dilaye yeshu naam

Song By :

Lyrics/ Comp :

Share this post
   
   

Praise The Lord Brother And Sister ! Mera Naam Rahul Gamit Hai Aur Me Is Blog Ka Founder aur Editor Hoon. Me Is Blog Par Bible se Related Article Aur Masih Songs Ke Lyrics Share Karta Hoon. Email : rahulgamit@rhemavachan.com

Leave a Comment

×